Behtareen Computer Tricks

2 comments

Waise to computer ne humari life ko kaafi asan kar dia hai. Pehle jis work ko poora karne me ghanto lag jate the ab wo kaam hamara PC kuch minutes me hi poora kar deta hai. Sach kahu to computer ek aisi machine hai jisko jitna seekha jaye utna kam hai, mera matlab ye hai ki computer aur bhi aise works kar sakta hai jiske baare mein humne kabhi socha bhi nahi hoga. Aaiye jaante hai inke baare me bhi.

New Computer Tricks

1. Computer se jo chaho wo bulawayo

Ji haan yeh bilkul mumkin hai wo bhi bina kisi software ya Internet ki help ke.Aapko bus in steps ko follow karna hoga:


Step 1: Sabse pahle apne PC me notepad open kar le.
Step 2: Ab is notepad me ye code copy kar le:


Dim Message, Speak Message=InputBox("Enter Your Text","Speak")Set Speak=CreateObject("sapi.spvoice") Speak.Speak Message




Step 3: Ab is notepad file ko aap Speak.vbs naam 


se save kar le.


Step 4: Jab aap is file ko waapas double click karke 

open karenge to ek new window open hogi


trick1.png

is window ke editor me koi bhi word type kare. Jaise 

maine type kia hai “New Trick” ab aap Ok ke button 

par click karie. Jo aapne type kiya hoga aapko wo 

sunai dega Hai na mazedaar?



2.Bina Internet Browser par game 


khele:



Online to aap bahut se games khel sakte hai par 

bina 

Internet ke kya aap browser par koi game khel sakte 

hai. Soch me pad gaye kya? Jada dimaag pe zor na 

daaliye bus ye asan trick padhiye.


Step 1: Browser open kijiye jab apke PC me internet 

na chal rha ho.


Step 2: Ab ek bar space bar click kare. Lijie start 

hai 

aapka dragon game.


trick2.png


3.Keyboard ko banae DISCO:


Ye trick sirf Windows ke kuch hi versions par chalegi jaise ki Windows Vista, Windows XP, Windows 7, Windows 8. Par ye itni mazedaar aur khoobsurat trick hai ki mujhe aap se share karna hi pad raha hai. Chaliye jaane:



Step 1: Notepad ko open karein.

Step 2: Is code ko copy karke apne notepad mein paste kare:


Set wshShell=wscript.CreateObject("Wscript.shell") do wscript.sleep 100 wshell.sendkeys "{CAPSLOCK}" wshell.sendkeys "{NUMLOCK}" wshell.sendkeys "{SCROLLLOCK}" LOOP

Step 3: Is notepad file ko Disco.vbs se save kar le.
Step  4: Ab saved file par double click karke open kare aur Keyboard par coloured lights dekhe.

4.High Contrast Ko activate kare:

Bas ek shortcut key se aap apne screen ka colour change kar sakte hai. Jaane kaise?


Step  1: Shift+Alt+PrtScr keys ko press kare.

Step   2: Ek window open hogi waha YES pe click kare aur uske baad aapki screen High contrast me set ho jayegi.

Waapas agar apko apni pehle wali screen ko set karna ho to fir se Shift+Alt+PrtScr keys ko press kare.
Aapko yeh tricks kaise lage zaroor bataye saath hi agar aapke paas bhi koi naye tricks hai toh comment area me unhe bhi mention kare.

Next PostNewer Post Previous PostOlder Post Home

2 comments:

  1. Hi bro thanks for this great article i really like this post and i love your blog you;---------------> Zong free internet 2019 new trick 10000% Working <---------------

    ----jazz free internet 2019----


    ---Ufone free internet new code 2019--
    <-----------------------------------------------------------------------------------------------------------
    --Earn money easy daily 20$

    --------------------------------------------------------------------------------------
    get free recharge on all sims
    --------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
    --Earn free 100$ WITHOUT INVESTMENT click here

    ------------------------------------------------------------------------------------------------------
    How to Protect your articls on blogger

    --------------------------------------------------------------------------------------------------------
    Free TV on all sims 2019 100%working new method

    =============================================================================================================
    Free do follow backlinks 110+ genrate YOUR WEBSITE

    =============================================================================================================
    Top 15BEST Google Adsense Alternatives

    ===============================================================
    BEST TRICK INCRESS GOOGLE ADSENSE
    -----------------------------------------------------------------------------------------
    Top 15 Highest Paying Affiliate Programs Plaforms List
    ----------------
    FREE WEBHOSTING LIFE TIME BEST HOSTING NO AD UNLIMITED FREE

    ReplyDelete
  2. Speak.vbs Wali Trick Kaam Ni Kr Rhi Hai....!!!!

    ReplyDelete

script src='http://code.jquery.com/jquery-latest.js'/>