Gmail un logo ke liye aik behtareen platform hai jo jyadatar information ka adaan-pradaan email ke jariye hi karte hai, agar baat ki jaaye kisi company ki toh wahan par information ek mahatvapurna bhumika rakhta hai, jis par company ki safalta aur asafalta dono hi nirbhar karti hai.
Safe Gmail
Information toh apni jagah mahatvapurna hai hi sath hi us information ko gopaniyata(confidentiality) ko barqarar rakhna bhi kaafi...
Holi Aayi Re Kanhai Holi Aayi Re…..

Gulal, Pichkari, gujiya aur thandayi yeh saari cheeze agar ek saath milaayi jaaye to banti hai ek shaandaar Holi, ek aisa tyohaar jo ki dilon ko milata hai, duriya ghataata hai, apno ko aur aur aur kareeb lata hai.
Sach maane toh pyar ke rango se bhari hui pichkari na umar dekhti hai na mazhab bas ise toh zid hai apna rang bikharne ki aur kuch rang toh itne gaadhe ghole jaate hai ki woh yaadein ban kar amar ho jaate hai.
Ullas...
New Freelancers ke liye Bidding Tips

Har Freelancer ke liye jaroori yeh hai ki woh apna presentation behtareen rakhe. Apne aapko itna behtar aur kamyab dikha de ki koi bhi reject karni ka na soche. Freelancers ki bheed toh har ek Freelancing Websites par hoti hai aur koi bhi Freelancer rejection pasand nahi karta aur sach kaha jaaye toh kise rejection pasand hoga Toh haan aapko client ko convince karne ke liye har tarah se apne aapko proof karna hoga.
Try-Hindii-Bid-Image
Freelancing...
Badhiya Cover Letter likhane ke Tarike

Aapka communication aapke sales par direct prabhaav dalta hai. Beshak accha communication har marketer ke liye ek powerful tool ki tarah kaam karta hai aur isi tool se woh apne client ko convince kar sakta hai aur unhe ye yakeen dila sakta hai ki yeh project usse behtareen koi dusra complete kar hi nahi sakta.
Try-Hindi-Cover-letter
Maine aapne previous post me bata chuki hu ki kin sites par clients ko dhundhe, kaise ek badhiya...
Portfolio ko “Upwork” par add kare
Hello dosto jaisa ki maine previous post me bataya tha ki portfolio kya hota hai aur isko kaise behatar banaya jaye, toh ummeed hai ki aap sabne mera wo post zarur padha hoga aur agar abhi tak aapne post nahi padha toh yaha click kar ke aap padh sakte hai
Portfolio add kare
Dekha jaaye toh aapka portfolio ek powerful tool ki tarah hi hai jisse aap apne clients ko impress kar sakte hai aur naye projects ko win kar sakte...
Previous PostOlder Posts
Home