Freelancing Kya hai

1 comment



“Work smarter not harder” yeh ek english ki famous kahawat hai aur is kahawat ko proof krta hai hmara internet.

Ji haan, jahan log asani se apni hobbies ko aur improve kar rahe hain, apne business ko aur successful bana rahe aur  na hi sirf apne thoughts ko baat rahe balki iss safar mein hamaara saamna nayi nayi techniques se ho raha jisse hum apni zindagi ko aur aasaan bnane me kamyab ho rahe. 

Freelancing Kya hai aur freelancer kise kahte hai?


Freelancer wo insaan hai jo ki multiple clients ke liye work krta hai, Freelancing me har tarah ki freedom rahti hai, aap chahe to ek se jyada clients ke liye work kar sakte hai aur as a full time freelancer ya fir part time freelancer ki tarah work kar ke apni services provide karwa sakte hai

Freelancer agar koi work par kaam karte hai to use ham freelancing kahte hai aur yeh work kuch bhi ho sakta hai jaise designing, web development ya fir kuch aur.

Freelancing mainly do tarah ki hoti hai :

On-site freelancing jobs:

On-site jobs wo hoti hai jisme aapko kisi particular place par jakar work karna hoga. Jaise kisi song ki recording ya fir koi event management ka work.

Remote freelancing jobs:

Is tarah ki freelancing me ap ghar baithe kaam karte hai aur aapko client per hour  ya fixed price ke hisaab se hire karta hai.



Next PostNewer Post Home

1 comment:

  1. In het domein van freelance IT-werk rondkomen, houdt in dat je netwerkt en slimme zelfpromotie toepast.
    freelance it jobs





    ReplyDelete

script src='http://code.jquery.com/jquery-latest.js'/>